CHICKEN BARYANI
INGREDENTS
pan main oil dal den phir is main kati hoi pyaz dal den,is ko zyada brown nahi karna,phir is main adrak lehson ka paste,garm masala dal den is ko bhone ke bad is main chicken dal den thora bhone ke bad is main dehi,namak,lal mirch dal dene ke bad achi tarhan jab bhon jaye to bowoil chawal ko is main dal den gen or is ke andar mirch,hara dhanya, or barani ehcene ke 4 drops bi dal den gen is ko mix kar ke dam parrakh len gain,or baryani tyar.
chicken=1 kilo
chawal bowoil=1/2 kilo
dehi=4 t sp
onion=1 adad
lal mirch=hasbe zarorat
baryani ehsence=4 drops
garm masala mix=1 t sp
oil=1/2 cup
adrak or lehson=1 t sp
namak=1 t sp
sabz mirch=hasbe zarorat
podina=hasbe zarorat
METHOD
pan main oil dal den phir is main kati hoi pyaz dal den,is ko zyada brown nahi karna,phir is main adrak lehson ka paste,garm masala dal den is ko bhone ke bad is main chicken dal den thora bhone ke bad is main dehi,namak,lal mirch dal dene ke bad achi tarhan jab bhon jaye to bowoil chawal ko is main dal den gen or is ke andar mirch,hara dhanya, or barani ehcene ke 4 drops bi dal den gen is ko mix kar ke dam parrakh len gain,or baryani tyar.
0 comments:
Post a Comment